SiD’s Sphere!!

Meray Sarkash Taranay

Archive for January 2008

tujhe sab hai pata… hai na maaa..

with 7 comments

mein kabhi batlata nahin
per andherey se darta hun mein maa

yun to main dikhlata nahin
teri perva karta hun mein maa

tujhe sab hai pata..haina ma
tujhe sab hai pata..meri ma

bheer mein yun na choro mujhe
ghar lot k bhi aa na paaoon ma

bhej na itna door mujhe ko too
yaad bhi tujh ko aa na paaon ma

kia itna bura hun mein maa
kia itna bura…meri ma

too much of an expectation, is it?

Written by sid

January 7, 2008 at 10:33 pm

Posted in Uncategorized